SEARCH RESULTS
Showing search results for "mazaaq-e-tab.a"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mazaaq-e-tab.a"
Ghazal
sunaa de saaqi-e-dauraa.n ko naalaa-haa-e-'mazaaq'
sipihr-e-KHaak me.n masto.n kii haav-huu na milaa
Mazaq Badayuni
Ghazal
bhuule hai.n zauq-e-mai se 'mazaaq' apnii jaa.n to kyaa
dil se hai yaad-e-saaqii-e-kausar lagii hu.ii
Mazaq Badayuni
Ghazal
'mazaaq' miltii hai in rozo.n vaqt-e-shaam sharaab
rakhe hai duKHtar-e-raz ko siyaam shiishe me.n
Mazaq Badayuni
Ghazal
mai.n mast huu.n 'mazaaq' mai-e-intizaar se
saaqii na mai na jaam na miinaa nazar pa.Daa
Mazaq Badayuni
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mazaaq-e-tab.a"
Ghazal
rahiye 'mazaaq' hashr ke maidaa.n me.n surKH-ruu
mazmuun-e-ruu-e-shaah-e-shahiidaa.n nikaaliye
Mazaq Badayuni
Ghazal
dushman ke tanz ko bhii saliiqe se Taal de
apne mazaaq-e-tab.a kii aisii misaal de
Masoom Sharqi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kuchh saadgii-e-tab.a thii kuchh maslahat kaa jabr
kaa.nTo.n ko puujte rahe baaG-o-bahaar log
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
ek ham hai.n jo rahe taaba-e-farmaa.n ho kar
ek tum ho jo abas fitna-o-shar tak pahu.nche
Kanval M. A
Ghazal
tab.a mauzuu.n me.n agar zor-e-bayaa.n bhii hotaa
ham bhii auro.n kii tarah sho.ala-ba-daamaa.n hote
Kanval M. A
Ghazal
taa-ba-kai shaukat-e-ajdaad pe ye naaz-o-Guruur
KHvaab-e-Gaflat se uTho vaqt ke tevar dekho