SEARCH RESULTS
Showing search results for "mazarat e"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mazarat e"
Sher
hamaarii ma.azarat ai Gam ki muskuraa rahe hai.n
ham apnaa haath tirii pusht se haTaa rahe hai.n
Azhar Faragh
Ghazal
mai.n jahaa.n thaa vahii.n rah gayaa ma.azarat
ai zamii.n ma.azarat ai KHudaa ma.azarat
Zulfiqar Aadil
Ghazal
gumaa.n ye thaa ki pas-e-koh bastiyaa.n ho.ngii
vahaa.n ga.e to mazaaraat-e-be-nishaa.n nikle
Rais Amrohvi
Ghazal
dil hai masarrat-e-Gam-e-jaanaa.n liye hu.e
lekin malaal-e-talKHii-e-dauraa.n liye hu.e
Ateeq Ahmad Ateeq
MORE MATCHES FOR "mazarat e"
Sher
vo maqaamaat-e-muqaddas vo tire gumbad o qaus
aur miraa aise nishaanaat kaa zaa.er honaa
Zafar Iqbal
Sher
saalik hai garche sair-e-maqaamaat-e-dil-fareb
jo ruk ga.e yahaa.n vo maqaam-e-KHatar me.n hai.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Sher
jahaa.n se kuchh na mile husn-e-maazarat ke sivaa
ye aarzuu usii chaukhaT pe shab guzaartii hai
Zafar Iqbal
Ghazal
KHud-kalaamii se bhii ruuTh jaatii hai tuu
ab na boluu.ngaa ai KHaamushii ma.azarat
Liyaqat Ali Aasim
Ghazal
sar-e-mizha ajab ajab charaaG jal uThe.n agar
navaah-e-chashm jashn-e-nau-bahaar ho to ma.azarat