SEARCH RESULTS
Showing search results for "miithaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "miithaa"
Ghazal
itnaa miiThaa thaa vo Gusse bharaa lahja mat puuchh
us ne jis jis ko bhii jaane kaa kahaa baiTh gayaa
Tahzeeb Hafi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "miithaa"
Ghazal
mai.n ne alfaaz to biijo.n kii tarah chhaa.nT diye
aisaa miiThaa tiraa andaaz thaa farmaane kaa
Gulzar
Ghazal
chaah me.n paa.uu.n kahaa.n aas kaa miiThaa paanii
pyaas bha.Dkii hu.ii hai aur nahii.n miltaa paanii
Arzoo Lakhnavi
Nazm
clerk ka naghma-e-mohabbat
taa.ngo.n par barq-e-tabassum hai
baato.n kaa miiThaa tarannum hai
Meeraji
Ghazal
ab ba.De logo.n se achchhaa.ii kii ummiid na kar
kaise mumkin hai karailaa ko.ii miiThaa kar le
Munawwar Rana
Ghazal
Munawwar Rana
Nazm
chand nasihaten
ha.ns ke milnaa raam kar lenaa har har insaan ko
sab se miiThaa bolne kii tum ko aadat chaahiye
Allama Iqbal
Nazm
sham ka pahla tara
jab nashsha-e-mai kii talKHii se!
har shaKHs kaa lahja miiThaa thaa
Zehra Nigaah
Ghazal
zahr miiThaa ho to piine me.n mazaa aataa hai
baat sach kahiye magar yuu.n ki haqiiqat na lage


