SEARCH RESULTS
Showing search results for "mo'taqid"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mo'taqid"
Ghazal
na thaa mai.n mo'taqid e.ajaaz-e-mai kaa
ba.Dii mushkil se manvaayaa gayaa huu.n
Shad Azimabadi
Nazm
kis se mohabbat hai
qadam par loTtii hai azmat-e-taaj-e-sulaimaanii
azal se mo'taqid hai mahfil-e-nuuraaniyaa.n us kii
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
jab tak ki na dekhaa thaa qad-e-yaar kaa aalam
mai.n mo'taqid-e-fitna-e-mahshar na hu.aa thaa
Mirza Ghalib
Sher
'haalii' suKHan me.n 'sheftaa' se mustafiid hai
'Gaalib' kaa mo'taqid hai muqallid hai 'miir' kaa
Altaf Hussain Hali
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mo'taqid"
Sher
'Gaalib' apnaa ye aqiida hai ba-qaul-e-'naasiKH'
aap be-bahra hai jo mo'taqid-e-'miir' nahii.n
Mirza Ghalib
Sher
shubh 'naasiKH' nahii.n kuchh 'miir' kii ustaadii me.n
aap be-bahra hai jo mo'taqid-e-'miir' nahii.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
jin ko inaayat-e-azalii se hai chashm-daasht
vo mo'taqid du.aa ke na qaa.el davaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
but-parastii ko to islaam nahii.n kahte hai.n
mo'taqid kaun hai 'miir' aisii musalmaanii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
shiishe kaa mo'taqid hai iraadat hai jaam se
kis piir-e-mai-farosh kaa 'bedam' muriid hai
Bedam Shah Warsi
Ghazal
har ek gul ko hai ishq-e-sumuum kaa saudaa
har ek shaaKH yahaa.n mo'taqid hai sarsar kii
Shahryar
Ghazal
shaiKH saahab bhii hu.e motaqid-e-piir-e-muGaa.n
aaj ye taaza KHabar aa.ii hai mai-KHaane se
Mela Ram Wafa
Ghazal
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
'momin' tujhe to vahb hai momin hii vo nahii.n
jo mo'taqid nahii.n tirii tab-e-saliim kaa