SEARCH RESULTS
Showing search results for "mohammad rafi"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mohammad rafi"
PAGE MATCHES FOR "mohammad rafi"
MORE MATCHES FOR "mohammad rafi"
Ghazal
yaqii.n kaise kaise gumaa.n kaise kaise
hai.n aabaad mujh me.n jahaa.n kaise kaise
Mohammad Rafi
Sher
kahiyo sabaa salaam hamaaraa bahaar se
ham to chaman ko chho.D ke suu-e-qafas chale
Mohammad Rafi Sauda
Sher
badlaa tire sitam kaa ko.ii tujh se kyaa kare
apnaa hii tuu farefta hove KHudaa kare
Mohammad Rafi Sauda
Sher
har aan aa mujhii ko sataate ho naaseho
samjhaa ke tum use bhii to yak-baar kuchh kaho
Mohammad Rafi Sauda
Rubai
gar yaar ke saamne mai.n royaa to kyaa
mizhgaa.n me.n jo laKHt-e-dil piroyaa to kyaa
Mohammad Rafi Sauda
Sher
gar tujh me.n hai vafaa to jafaakaar kaun hai
dil-daar tuu hu.aa to dil-aazaar kaun hai
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
apne kaa hai gunaah begaane ne kyaa kiyaa
is dil ko kyaa kahuu.n ki divaane ne kyaa kiyaa




