SEARCH RESULTS
Showing search results for "mugtanim"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mugtanim"
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "mugtanim"
MORE MATCHES FOR "mugtanim"
Ghazal
jis aan me.n rahe tuu use jaan muGtanim
yaa.n kii har ek aan kabhii hai kabhii nahii.n
Meer Hasan
Ghazal
jo mehrbaa.n hai.n vo 'saudaa' ko muGtanim jaane.n
sipaahii-zaado.n se miltaa hai dekhiye kyaa ho
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
ai dost muGtanim hai.n vo muraadaan-e-baa-vaqaar
usrat me.n bhii jo aan pe apnii a.De rahe
Wasif Dehlvi
Nazm
shimla
bas ek aajiz-e-KHasta hai muGtanim varna
suKHan-shanaas suKHan-dost ham-zabaa.n na mile
Arsh Malsiyani
Ghazal
jo dam ki daur-e-jaam chale muGtanim hii jaan
dil ko.ii din ye mausam-e-barsaat aur hai
Meer Sher Ali Afsos
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
vo teraa shaa.ir tiraa muGannii
vo jis kii baate.n ajiib sii thii.n
Ahmad Faraz
Nazm
nai tahzib
bahut ho.nge muGannii naGma-e-taqliid europe ke
magar bejo.D ho.nge is liye be-taal-o-sam ho.nge
Akbar Allahabadi
Ghazal
dil vo majzuub muGannii ki jalaa detaa hai
ek hii aah se har KHvaab ko jal-thal kar ke