SEARCH RESULTS
Showing search results for "mugtanim"
Nazm MATCHES FOR "mugtanim"
Nazm
shimla
bas ek aajiz-e-KHasta hai muGtanim varna
suKHan-shanaas suKHan-dost ham-zabaa.n na mile
Arsh Malsiyani
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
vo teraa shaa.ir tiraa muGannii
vo jis kii baate.n ajiib sii thii.n
Ahmad Faraz
Nazm
nai tahzib
bahut ho.nge muGannii naGma-e-taqliid europe ke
magar bejo.D ho.nge is liye be-taal-o-sam ho.nge
Akbar Allahabadi
Nazm
funun-e-latifa
shaa.er kii navaa ho ki muGannii kaa nafas ho
jis se chaman afsurda ho vo baad-e-sahar kyaa!
Allama Iqbal
Nazm
taKHliq
raqs-e-miinaa se uThe naGma-e-raqs-e-bismil
saaz KHud apne muGannii ko gunahgaar kare.n
Ahmad Faraz
Nazm
aaj
mai.n tumhaaraa muGannii tumhaare liye
jab bhii aayaa na.e giit laataa rahaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
israfil ki maut
mutribo.n kaa rizq aur saazo.n kaa rizq
ab muGannii kis tarah gaa.egaa aur gaa.egaa kyaa
Noon Meem Rashid
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
jis husn kaa hai lab pe muGannii ke taraanaa
jis husn ke jalvo.n kii na had hai na Thikaanaa
Arsh Malsiyani
Nazm
surud-e-halal
khul to jaataa hai muGannii ke bam-o-zer se dil
na rahaa zinda-o-paa.inda to kyaa dil kii kushuud
Allama Iqbal
Nazm
tashannuj
kis liye khi.nchte chale jaate hai.n ye a.asaab mere
ahd-e-nau ke kis muGannii kaa junuu.n
Ameeq Hanafi
Nazm
habib jalib
vo lab jo harf-e-sar-e-daar kaa muGannii thaa
jo naGma-KHvaa.n sar-e-maqtal rahaa ujaalo.n kaa