SEARCH RESULTS
Showing search results for "mukhaalif"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mukhaalif"
Ghazal
tundii-e-baad-e-muKHaalif se na ghabraa ai uqaab
ye to chaltii hai tujhe uu.nchaa u.Daane ke liye
Syed sadiq husain
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mukhaalif"
Sher
tundii-e-baad-e-muKHaalif se na ghabraa ai uqaab
ye to chaltii hai tujhe uu.nchaa u.Daane ke liye
Syed sadiq husain
Nazm
ganga kinare
KHuluus ke aise diye jalaa.e.n
bujhaa sake na jin ko muKHaalif havaa.e.n
Fauzia Mughal
Ghazal
taale.a jo miir KHvaarii mahbuub ko KHush aa.ii
par Gam ye hai muKHaalif dekhe.nge sab tamaashaa
Meer Taqi Meer
Sher
mujh ko kaafii hai bas ik teraa mu.aafiq honaa
saarii duniyaa bhii muKHaalif ho to kyaa hotaa hai
Ranjoor Azimabadi
Ghazal
kyaa Dar hai jo ho saarii KHudaa.ii bhii muKHaalif
kaafii hai agar ek KHudaa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
tum apne ho to nahii.n Gam kisii muKHaalif kaa
zamaana kyaa hai falak kyaa hai mudda.ii kyaa hai
Ahsan Marahravi
Sher
ye hai ki jhukaataa hai muKHaalif kii bhii gardan
sun lo ki ko.ii shai nahii.n ehsaan se behtar
Akbar Allahabadi
Mazahiya
jo log us ke mu.aafiq hai.n dum uThaa le.n vo
jo log us ke muKHaalif hai.n dum giraa de.n vo
