SEARCH RESULTS
Showing search results for "munaafiq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "munaafiq"
Ghazal
dil munaafiq thaa shab-e-hijr me.n soyaa kaisaa
aur jab tujh se milaa TuuT ke royaa kaisaa
Ahmad Faraz
Sher
Ahmad Fareed
Ghazal
ho jaa.e.n kisii ke jo kabhii yaar munaafiq
samjho ki hu.e hai.n dar-o-diivaar munaafiq
Danish Aziz
PAGE MATCHES FOR "munaafiq"
MORE MATCHES FOR "munaafiq"
Sher
kis darja munaafiq hai.n sab ahl-e-havas 'saaqib'
andar se to patthar hai.n aur lagte hai.n paanii se
Asif Saqib
Sher
harf jaise ho ga.e saare munaafiq ek dam
kaun se lafzo.n me.n samjhaa.uu.n tumhe.n dil kaa payaam
Farhat Shahzad
Ghazal
zahar lagtaa hai ye aadat ke mutaabiq mujh ko
kuchh munaafiq bhii bataate hai.n munaafiq mujh ko
Anjum Barabankvi
Sher
tum maslahat kaho yaa munaafiq kaho mujhe
dil me.n magar Gubaar bahut der tak rahaa
KHalid Malik Sahil
Ghazal
Wahid Ansari Burhanpur
Ghazal
ta.assub kii fazaa me.n ta.ana-e-kirdaar kyaa detaa
munaafiq dosto.n ke haath me.n talvaar kyaa detaa
Unwan Chishti
Ghazal
sab munaafiq hii nazar aate hai.n baatil ke sivaa
hai.n sabhii shaad mire qatl pe qaatil ke sivaa
Ejaz Parwana
Ghazal
KHush aa.e tujhe shahr-e-munaafiq kii amiirii
ham logo.n ko sach kahne kii aadat bhii bahut thii
Parveen Shakir
Ghazal
duniyaa me.n 'qatiil' us saa munaafiq nahii.n ko.ii
jo zulm to sahtaa hai baGaavat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Ghazal
Kaleem Rahber
Sher
shaayad vo is binaa pe hame.n baKHsh de ki ham
kaafir bane rahe pa munaafiq nahii.n hu.e
Kazim Rizvi
Ghazal
dard jab sabr ke dhaaro.n se nikal aa.e the
phir munaafiq mire yaaro.n se nikal aa.e the