SEARCH RESULTS
Showing search results for "munaafiq"
Nazm MATCHES FOR "munaafiq"
Nazm
aaj ke munafiq
ye KHvaahisho.n ke pujaarii ye maslahat ke Gulaam
fareb-o-makr ke qisse munaafiqat ke naam
Nasira Zuberi
Nazm
ajib log hain
kisii sharaar-e-munaafiq ne un ke siino.n me.n
zabaa.n-daraazii kii us aag ko havaa dii thii
Sarfraz Arish
Nazm
shair
ki har mastuur ko baKHshaa gayaa hai zauq-e-‘uryaanii
to tum mu.nh kyo.n chhupaate ho munaafiq ho
Shahbaz Mehter
Nazm
karwan-e-hayat
siyaahii jaise ghaTaa-Top raat se zaahir
siyaahii jaise munaafiq kii baat se zaahir
Amjad Najmi
Nazm
shattul-arab
jinhe.n munaafiq sifaarato.n ke hisaar ne qatl kar diyaa thaa
yahii.n kahii.n hai.n
Iliyas Babar Aawan
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n kirdaar us muhaafiz kaa
jo apne shahr ko mahsuur kar ke naaz kare
Ahmad Faraz
Nazm
chakle
kahaa.n hai.n kahaa.n hai.n muhaafiz KHudii ke
sanaa-KHvaan-e-taqdiis-e-mashriq kahaa.n hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
aadmi-nama
chaltaa hai aadmii hii musaafir ho le ke maal
aur aadmii hii maare hai phaa.nsii gale me.n Daal
Nazeer Akbarabadi
Nazm
maine chand aur sitaron ki tamanna ki thi
mai.n vo naGma huu.n jise pyaar kii mahfil na milii
vo musaafir huu.n jise ko.ii bhii manzil na milii
Sahir Ludhianvi
Nazm
hamare ustad
manzil-e-ilm ke ham log musaafir hai.n magar
raasta ham ko dikhaate hai.n hamaare ustaad