SEARCH RESULTS
Showing search results for "muntakhab-e-rozgaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "muntakhab-e-rozgaar"
Sher
gul hii kabhii to muntaKHab-e-rozgaar thaa
KHaaro.n pe ab to aayaa hai mausam bahaar kaa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
muntaKHab-e-rozgar abulkalam-azad
buzurg-o-muKHlish-o-aalii-vaqaar thaa vo shaKHs
ki ek muntaKHab-e-rozgaar thaa vo shaKHs
Saeed Arifi
Ghazal
mai.n KHud huu.n naqd magar sau udhaar sar par hai
ajab vabaal-e-Gam-e-rozgaar sar par hai
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
qabza uThaa.egii na dil-e-rozgaar se
jab tak na zindagii kaa kare iKHtitaam hirs
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
KHayaal-e-yaar Gam-e-rozgaar fikr-e-ma.aash
ham ek jaan ko kitne azaab rakhte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "muntakhab-e-rozgaar"
MORE MATCHES FOR "muntakhab-e-rozgaar"
Ghazal
hai tere Gam kii Gam-e-rozgaar se saazish
kahaa.n kahaa.n dil-e-diivaana kaam aataa hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
'bayaa.n' miraa dil-e-KHuunii.n vo qatra hai jis ko
muhiit-e-aazam-e-Gam-haa-e-rozgaar kiyaa
Bayan Meeruthi
Ghazal
saa.nse.n ukha.D rahii hai.n tire intizaar me.n
dil hai ki zer-e-baar-e-Gam-e-rozgaar hai
Shahroz Khawar
Ghazal
go mai.n rahaa rahiin-e-sitam-haa-e-rozgaar
lekin tire KHayaal se Gaafil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
KHirad kaa kaam bhii aashufta-kaar karte rahe
Gam-e-habiib-o-Gam-e-rozgaar karte rahe
Saifi Premi
Ghazal
abr-e-bahaar huu.n na fazaa-e-bahaar huu.n
mai.n gard-e-daaman-e-chaman-e-rozgaar huu.n
Bekhud Mohani
Sher
go mai.n rahaa rahiin-e-sitam-haa-e-rozgaar
lekin tire KHayaal se Gaafil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ma.aluum hai haqiiqat-e-Gam-haa-e-rozgaar
duniyaa ko tere dard ne duniyaa banaa diyaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
kyaa kiijiye shikaayat-e-Gam-haa-e-rozgaar
ye bhii guzar hii jaa.egii itnii guzar ga.ii