SEARCH RESULTS
Showing search results for "musallaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "musallaa"
Sher
fasl-e-bahaar aa.ii piyo suufiyo sharaab
bas ho chukii namaaz musallaa uThaa.iye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
KHaraab koshak-e-sultaan o KHaanqaah-e-faqiir
fuGaa.n ki taKHt o musallaa kamaal-e-razzaaqii
Allama Iqbal
Nazm
masjid
taaq me.n sham.a ke aa.nsuu hai.n abhii tak baaqii
ab musallaa hai na mimbar na mu.azzin na imaam
Akhtarul Iman
Ghazal
terii aa.nkho.n me.n dikhaa.ii de mohabbat merii
be-namaazii tire baste se musallaa nikle
Ibrahim Ali Zeeshan
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "musallaa"
Sher
mai-kasho.n me.n na ko.ii mujh saa namaazii hogaa
dar-e-mai-KHaana pe bichhtaa hai musallaa apnaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
har jaam hai nazzaara-e-kausar mire haq me.n
har gaam hai gulgasht-e-musallaa mire aage
Josh Malihabadi
Sher
musallaa rakhte hai.n sahbaa-o-jaam rakhte hai.n
faqiir sab ke liye intizaam rakhte hai.n
Wali Aasi
Ghazal
zaahid ho do-chaar-e-nigah-e-mast to dekhe.n
aaluuda ba-mai kyuu.nki musallaa nahii.n hotaa
Aish Dehlvi
Ghazal
shab-e-visaal us kaa surKH aa.nchal musallaa kar ke
badan-vaziife kaa vird jaarii rakhaa hu.aa hai
Naeem Sarmad
Ghazal
shaiKH jii aa.o musallaa giro jaam karo
jins taqvaa ke ta.ii.n sirf mai-e-KHaam karo
Meer Taqi Meer
Ghazal
kal mere ghar se meraa musallaa u.Daa liyaa
mullaa bhii e'tibaar ke qaabil nahii.n rahaa


