SEARCH RESULTS
Showing search results for "musallaa"
Nazm MATCHES FOR "musallaa"
Nazm
masjid
taaq me.n sham.a ke aa.nsuu hai.n abhii tak baaqii
ab musallaa hai na mimbar na mu.azzin na imaam
Akhtarul Iman
Nazm
aankhen meri kya DhunDti hain
masjid ke KHaalii musallaa par
marghaT me.n qabristaano.n me.n
Badnam Nazar
Nazm
azm
ba-vaqt-e-asr azaa.n guu.njtii hai sahraa me.n
namaaz KHud hii musallaa bichhaane aa.ii hai
Tariq Qamar
Nazm
pota
daadaa ne aasmaan kii jaanib nigaah kii
godii me.n jam gayaa to musallaa uThaa diyaa
Ataur Rahman Tariq
Nazm
muhasara
mo.azzaziin-e-adaalat bhii half uThaane ko
misaal-e-saa.il-e-mubarram nashista raah me.n hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
ai sharif insano
jang to KHud hii ek mas.ala hai
jang kyaa mas.alo.n kaa hal degii
Sahir Ludhianvi
Nazm
o des se aane wale bata
jis me.n vo misaal-e-KHvaab fazaa
vo khel vo ham-sin vo maidaa.n
Akhtar Shirani
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
bad-zauq hai ahbaab se go 'zauq' hai.n ranjuur
urdu-e-mu.allaa ke na maatam se rahe.n duur
Rais Amrohvi
Nazm
jugnu
misaal-e-chaadar-e-shab-taab jagmagaane lage
ki thartharaate hu.e aa.nsu.o.n se saaGar-e-shaam
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hasan kuza-gar(3)
ek tuu aur ek vo aur ek mai.n
ye tiin zaaviye kisii musallas-e-qadiim ke
Noon Meem Rashid
Nazm
ramayan ka ek scene
anjaam kyaa ho ko.ii nahii.n jaantaa ye bhed
soche bashar to jism ho larzaa.n misaal-e-biid