SEARCH RESULTS
Showing search results for "mutribo"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mutribo"
Ghazal
havas-e-mutrib-o-saaqii me.n pareshaa.n aksar
abr aataa hai kabhii maah-e-tamaam aataa hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mutribo baa-saaz aa.o tum hamaarii bazm me.n
saaz-o-saamaa.n se tumhaarii itnii saazish aur hai
Bahadur Shah Zafar
Rubai
qur.aan-o-namaaz se agar dil na ho garm
ha.ngaam-e-raqs-o-mutrib-o-cha.ng achchhaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mutribo"
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
barbat kii sadaa par ro denaa mutrib ke bayaa.n par ro denaa
ehsaas ko Gam buniyaad na kar
Akhtar Shirani
Sher
abhii na chhe.D mohabbat ke giit ai mutrib
abhii hayaat kaa maahaul KHush-gavaar nahii.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
saaqii sharaab laa ki tabii.at udaas hai
mutrib rubaab uThaa ki tabii.at udaas hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
abhii na chhe.D mohabbat ke giit ai mutrib
abhii hayaat kaa maahaul KHush-gavaar nahii.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
saaqii-ba-jalva dushman-e-iimaan-o-aagahii
mutrib ba-naGma rahzan-e-tamkiin-o-hosh hai
Mirza Ghalib
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
Dhuu.nDtii phirtii hai mutrib ko phir us kii aavaaz
joshish-e-dard se majnuu.n ke garebaa.n kii tarah
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
use mutrib-e-bebaak ko.ii aur bhii naGma
ai saaqi-e-fayyaaz sharaab aur ziyaada
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Dhuu.nDtaa hai dil-e-shoriida bahaane mutrib
dard-a.ngez Gazal ko.ii na gaanaa hargiz