SEARCH RESULTS
Showing search results for "namak-haraam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "namak-haraam"
Ghazal
haa.n ye zamiir bechne vaale namak-haraam
hai.n kaise kaise log ilaahii mire KHilaaf
Zubair Ahmad Saani
Ghazal
hikmat namak-haraam huu.n be-shak tiraa magar
jis par pa.De ye vaqt vo bechaaraa kyaa kare
Josh Malihabadi
Ghazal
jo ek bosa-e-lab luu.n hazaar shukr karuu.n
tire raqiib saa mai.n bhii namak-haraam nahii.n
Nasim Maysori
Ghazal
kaise nikaaluu.n dil ke mai.n paikaan-e-aarzuu
ye to namak-haraam hai mehmaan-e-aarzuu
Boom Merathi
Ghazal
bas ik KHataa ne zindagii kii aisaa kaam kar diyaa
tamaam 'umr ke liye namak-haraam kar diyaa
Ahteramulhaque Siddiqui Sharar
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
karam-naama
करम-नामाکَرَم نامَہ
خط ، مکتوب ، چٹھی ، نوشتہ ، صحیفہ .
namak haraam honaa
नमक हराम होनाنَمَک حَرام ہونا
دغا باز ہونا ، غدار ہونا ، محسن کش ہونا ، بے وفا ہونا
MORE MATCHES FOR "namak-haraam"
Kulliyat
mat bah namak-haraam tuu daaGo.n se saaz kar
ai zaKHm-e-kohnaa 'miir' kii KHaatir hii yuu.n sahii
Meer Taqi Meer
Ghazal
yahaa.n hai niim-nigah kaa bhii shukriya lab par
namak-haraam nahii.n zaKHm-e-naa-tamaam miraa
Munshi Banwari Lal Shola
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Ghazal
barkate.n sab hai.n ayaa.n daulat-e-ruuhaanii kii
vaah kyaa baat hai us chehra-e-nuuraanii kii
Hasrat Mohani
Ghazal
KHud mazedaar tabii.at hai to saamaa.n kaisaa
zaKHm-e-dil aap hai.n shorish pe namak-daa.n kaisaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
Kaleem Aajiz
Nazm
na di angrez ne ghaalib ko pension
bahut huu.n jaan se bezaar yaaro
hu.ii ta.aliim dil par baar yaaro