SEARCH RESULTS
Showing search results for "naqd"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "naqd"
Nazm
KHizr-e-rah
kaT maraa naadaa.n KHayaalii devtaa.o.n ke liye
sukr kii lazzat me.n tuu luTvaa gayaa naqd-e-hayaat
Allama Iqbal
Ghazal
bachaa ke laa.e ham ai yaar phir bhii naqd-e-vafaa
agarche luTte rahe rahzano.n ke haath chale
Majrooh Sultanpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "naqd"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ye naqd-e-jaa.n ki is kaa luTaanaa to sahl hai
gar ban pa.De to is se bhii mushkil savaal kar
Mohsin Naqvi
Sher
daad-o-tahsiin kii bolii nahii.n tafhiim kaa naqd
shart kuchh to mire bikne kii munaasib Thahre
Abdul Ahad Saaz
Qita
jauharii naqd-e-suKHan ke hai.n parakhne vaale
hai vo Tiksaal se baahar jo kasauTii na cha.Dhaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
naqd-e-jaa.n le kar chale.n us bazm me.n
misr ke baazaar kii baate.n kare.n