SEARCH RESULTS
Showing search results for "nasha-e-banj"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nasha-e-banj"
Ghazal
saaqii sambhaaltaa hai to jaldii mujhe sambhaal
varna u.Daa ke paa.n nasha-e-banj le chalaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
'fazaa' hame.n to hai kaafii yahii KHumaar-e-vajuud
hai be-sharaab bhii haasil nasha bahut gahraa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
A. D. Azhar
Ghazal
ai nashaa-e-hirs-e-rif.at KHuub hai chakkar diye
aasmaa.n ke saath gardish me.n hai paimaana meraa
Munshi Banwari Lal Shola
MORE MATCHES FOR "nasha-e-banj"
Nazm
shri guru-nanak
nasha-e-husn-e-haqiiqii se the madhosh-e-azal
baada-e-naab se sarshaar guruu-naanak the
Shatir Amritsari
Ghazal
nasha-e-talKHii-e-dauraa.n kaa asar kyaa kahnaa
zindagii raqs me.n hai gardish-e-ayyaam ke saath
Athar Ziai
Ghazal
be-sukuunii kii talab hai nasha-e-qulzum-e-jaa.n
aab hai tishna-e-haijaan ki jii jaantaa hai
Syed Amin Ashraf
Ghazal
us ko badal gayaa nasha-e-KHud-supurdagii
maanuus KHaal-o-KHad mujhe yaksar lage na.e
Hasan Akbar Kamal
Ghazal
KHumaar-e-nashaa-e-hastii hai vo balaa 'sha.nkar'
bahak rahaa hai har ik ko.ii hoshiyaar nahii.n
Shankar Lal Shankar
Ghazal
faroG-e-nashaa-e-mai se bhii jii bahal na sakaa
bahut se Gam the jo mauj-e-subuu ke saath aa.e