SEARCH RESULTS
Showing search results for "nasha-e-banj"
Ghazal MATCHES FOR "nasha-e-banj"
Ghazal
saaqii sambhaaltaa hai to jaldii mujhe sambhaal
varna u.Daa ke paa.n nasha-e-banj le chalaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
'fazaa' hame.n to hai kaafii yahii KHumaar-e-vajuud
hai be-sharaab bhii haasil nasha bahut gahraa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
A. D. Azhar
Ghazal
ai nashaa-e-hirs-e-rif.at KHuub hai chakkar diye
aasmaa.n ke saath gardish me.n hai paimaana meraa
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
nasha-e-talKHii-e-dauraa.n kaa asar kyaa kahnaa
zindagii raqs me.n hai gardish-e-ayyaam ke saath
Athar Ziai
Ghazal
be-sukuunii kii talab hai nasha-e-qulzum-e-jaa.n
aab hai tishna-e-haijaan ki jii jaantaa hai
Syed Amin Ashraf
Ghazal
us ko badal gayaa nasha-e-KHud-supurdagii
maanuus KHaal-o-KHad mujhe yaksar lage na.e
Hasan Akbar Kamal
Ghazal
KHumaar-e-nashaa-e-hastii hai vo balaa 'sha.nkar'
bahak rahaa hai har ik ko.ii hoshiyaar nahii.n
Shankar Lal Shankar
Ghazal
faroG-e-nashaa-e-mai se bhii jii bahal na sakaa
bahut se Gam the jo mauj-e-subuu ke saath aa.e
Farasat Rizwi
Ghazal
dil kii paazeb kii jhankaar me.n kho bhii jaa.o
zindagii bhar nasha-e-raqs nahii.n TuuTegaa
Shaukat Hashmi
Ghazal
andaaz-e-nazar us kaa paagal na kahii.n kar de
jab us kii taraf dekhuu.n aa.nkho.n me.n nasha aa.e
Haneef Rahi
Ghazal
utar chukaa hai badan se tamaam nasha-e-vasl
cha.Dhaa cha.Dhaa saa tabii'at pe hai KHumaar saa kuchh
Husain Taj Rizvi
Ghazal
Hidayatullah Khan Shamsi
Ghazal
ik zaraa ho nasha-e-husn me.n andaaz-e-KHumaar
ik jhalak 'ishq ke anjaam kii aaGaaz to de
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
nasha-e-ishq me.n sarshaar hai.n kis ke us ke
muntazir aane ke har baar hai.n kis ke us ke
Sipah Daar Khan Begun
Ghazal
har shai lamhe kii mehmaa.n hai kyaa gul kyaa KHushbuu
kyaa mai kyaa nasha-e-aa.iina kyaa aa.iina-ruu