SEARCH RESULTS
Showing search results for "nasl-e-nau"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nasl-e-nau"
Ghazal
nasl-e-nau ke liye manzil kaa navishta rakh de
raah me.n ko.ii miraa naqsh-e-kaf-e-paa rakh de
Muzaffar Razmi
Nazm
nasl-e-nau ke liye
nasl-e-nau aarzuu.e.n na.ii laa.egii
ham se jo ho na paayaa vo kar jaa.egii
Ashhar Nadeemi
Ghazal
ausaaf aajizii ke takabbur ne khaa liye
kirdaar-e-nasl-e-nau me.n kahaa.n aajizii rahii
Abdussamad Khan Qaiser
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
nasl-e-nau
नस्ल-ए-नौ نَسلِ نَو
new generation, coming generation, next generation, child and young generation
Persian
naKHl-e-nau-KHaasta
नख़्ल-ए-नौ-ख़ास्ता نَخلِ نَو خاستَہ
تازہ اگا ہوا درخت
Persian
khet khaa.e chi.Dii aur naul ke sar par pa.Dii
खेत खाए चिड़ी और नौल के सर पर पड़ी کھیت کھائے چِڑی اَور نَول کے سَر پَر پَڑی
نقصان کرے کوئی اور تاوا بھگتے کوئی .
khet khaa.e chi.Dii aur naul ke sar par badii
खेत खाए चिड़ी और नौल के सर पर बदी کھیت کھائے چِڑی اَور نَول کے سَر پَر بَدی
نقصان کرے کوئی اور تاوا بھگتے کوئی .
BOOKS MATCHES FOR "nasl-e-nau"
MORE MATCHES FOR "nasl-e-nau"
Ghazal
mere ajdaad ne sau.npii thii jo mujh ko 'razmii'
nasl-e-nau ko vo qabaa de ke chalaa jaa.uu.ngaa
Muzaffar Razmi
Nazm
ye aankh muntazir hai kisi inqalab ki
taaza havaa bhii kaise mile
nasl-e-nau ko jab
Sabeela Inam Siddiqui
Ghazal
ye nasl-e-nau to hamii.n se javaaz maa.ngegii
so iKHtilaaf ko had se sivaa nahii.n rakhnaa
Zakia Ghazal
Mazahiya
aisii nasl-e-nau se kuchh ummiide.n mat rakhnaa
jis kii ik chiichii kaa naaKHun vaDDaa hotaa hai
Osama Muneer
Ghazal
kyo.n kare.n baat ham zulf-o-ruKHsaar kii
nasl-e-nau ko zaruurat hai kirdaar kii
Mahir Seoharavi
Ghazal
Syed Iqbal Rizvi Sharib
Ghazal
hamaare zehn ko irfaan-e-aagahii de de
jo nasl-e-nau ke liye bhii mufiid ho maulaa
Tilak Raj Paras
Ghazal
janaab-e-shaiKH bhii zaalim ke ittihaadii hai.n
ye nasl-e-nau ko hidaayat suKHan-taraaz kare.n
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
is nasl-e-nau se kaise ho ummiid-e-behtarii
jis kaa amal na KHuub ho behtar chalan na ho
Ahsan Aazmi
Nazm
nukta-farsai
nasl-e-nau kii puKHtagii-e-fan kaa farmuuda hai ye
agle vaqto.n ke buzurgo.n kii firaasat KHaam hai
Shorish kashmiri
Ghazal
yuu.n nasl-e-nau kii zehaanat ko mumtahin na parakh
jise pa.Dhe ye na.ii nasl vo kitaab to de