SEARCH RESULTS
Showing search results for "nasl-e-nau"
Ghazal MATCHES FOR "nasl-e-nau"
Ghazal
nasl-e-nau ke liye manzil kaa navishta rakh de
raah me.n ko.ii miraa naqsh-e-kaf-e-paa rakh de
Muzaffar Razmi
Ghazal
ausaaf aajizii ke takabbur ne khaa liye
kirdaar-e-nasl-e-nau me.n kahaa.n aajizii rahii
Abdussamad Khan Qaiser
Ghazal
mere ajdaad ne sau.npii thii jo mujh ko 'razmii'
nasl-e-nau ko vo qabaa de ke chalaa jaa.uu.ngaa
Muzaffar Razmi
Ghazal
ye nasl-e-nau to hamii.n se javaaz maa.ngegii
so iKHtilaaf ko had se sivaa nahii.n rakhnaa
Zakia Ghazal
Ghazal
kyo.n kare.n baat ham zulf-o-ruKHsaar kii
nasl-e-nau ko zaruurat hai kirdaar kii
Mahir Seoharavi
Ghazal
Syed Iqbal Rizvi Sharib
Ghazal
hamaare zehn ko irfaan-e-aagahii de de
jo nasl-e-nau ke liye bhii mufiid ho maulaa
Tilak Raj Paras
Ghazal
janaab-e-shaiKH bhii zaalim ke ittihaadii hai.n
ye nasl-e-nau ko hidaayat suKHan-taraaz kare.n
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
is nasl-e-nau se kaise ho ummiid-e-behtarii
jis kaa amal na KHuub ho behtar chalan na ho
Ahsan Aazmi
Ghazal
yuu.n nasl-e-nau kii zehaanat ko mumtahin na parakh
jise pa.Dhe ye na.ii nasl vo kitaab to de
Quaiser Khalid
Ghazal
nasl-e-nau me.n haq-parastii kii sifat aa jaa.egii
luqma-e-tar apne bachcho.n ko khilaanaa chho.D de
Aalam Nizami
Ghazal
mire taraane mire saaz kaa ta'aaqub hai
ye nasl-e-nau kii hii aavaaz kaa ta'aaqub hai
Saani Araryavi
Ghazal
Sayeed Ahsan
Ghazal
jaane haalaat hame.n aur dikhaa.e.n kyaa kyaa
nasl-e-nau kaa ye bahaknaa nahii.n dekhaa jaataa
Momin Khan Shauq
Ghazal
kuchh aise log bhii ai nasl-e-nau hayaat hai.n jo
sulag rahe hai.n rivaayaat KHatm hone par