SEARCH RESULTS
Showing search results for "nauj"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nauj"
Sher
akbar dabe nahii.n kisii sultaa.n kii fauj se
lekin shahiid ho ga.e biivii kii nauj se
Akbar Allahabadi
Rekhti
Mohsin Khan Mohsin
Mazahiya
lady police vaalii hai lady hai fauj me.n
kitne sudhaar aa.e hai.n aurat kii nauj me.n
Saghar Khayyami
Rekhti
nauj tum koThe par aa.ii.n ai ba.Dii daa.ii atuu
log sab sote hu.e tum ne jagaa.e haa.np haa.np
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ko.ii aisaa bhii joruu kii taraf se nauj Gaafil ho
ye kaise tum pa.Dhe likkhe ho beTaa kaise aaqil ho
Shaida Allahabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "nauj"
Ghazal
kaalaa mu.nh nauj ho aisaa kisii bandii ko nasiib
daa.Dhii munDaa mu.aa lagtaa hai bhuja.ngaa kaisaa
Mohsin Khan Mohsin
Ghazal
gulo.n me.n rang bhare baad-e-nau-bahaar chale
chale bhii aa.o ki gulshan kaa kaarobaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikwa
safha-e-dahr se baatil ko miTaayaa ham ne
nau-e-insaa.n ko Gulaamii se chhu.Daayaa ham ne
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
safha-e-dahr se baatil ko miTaayaa kis ne
nau-e-insaa.n ko Gulaamii se chhu.Daayaa kis ne
Allama Iqbal
Ghazal
ik nau-bahaar-e-naaz ko taake hai phir nigaah
chehra faroG-e-mai se gulistaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Sher
gulo.n me.n rang bhare baad-e-nau-bahaar chale
chale bhii aa.o ki gulshan kaa kaarobaar chale



