SEARCH RESULTS
Showing search results for "nigah-e-lutf"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nigah-e-lutf"
Ghazal
taar-e-nigaah-e-lutf se pahle rafuu kare.n
phir mere zaKHm-e-dil kii davaa chaara-juu kare.n
Shola Kararvi
Naat
nigaah-e-lutf ke ummiid-vaar ham bhii hai.n
liye hu.e ye dil-e-be-qaraar ham bhii hai.n
Hasan Barelvi
Sher
nigaah-e-lutf ko ulfat-shi.aar samjhe the
zaraa se KHanda-e-gul ko bahaar samajhte the
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
terii nigaah-e-lutf bhii naakaam hii na ho
dil to vo zaKHm hai jise aaraam hii na ho
Khursheed Rizvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "nigah-e-lutf"
Sher
umr guzrii ik nigaah-e-lutf kii ummiid me.n
ham ko apne hauslo.n kii ye adaa achchhii lagii
Malika Naseem
Ghazal
mujrimo.n par nigah-e-lutf-e-zamaana dekhuu.n
be-gunaaho.n ko mai.n zaalim kaa nishaana dekhuu.n
Shafiq Ahmad
Sher
un kii nigaah-e-lutf kii taasiir kyaa kahuu.n
zarre ko aaftaab banaa kar chale ga.e
Muhammad Ayyub Zauqi
Ghazal
nigaah-e-lutf kyaa kam ho ga.ii hai
mohabbat aur mohkam ho ga.ii hai
Aleem Akhtar muzaffarnagri
Qita
terii nigaah-e-lutf ke haqdaar hai.n vo log
yak lamha dard-o-Gam se faraaGat nahii.n jinhe.n
Ehsan Danish Kandhlvi
Sher
nigaah-e-lutf-o-inaayat se faizyaab kiyaa
mujhe huzuur ne zarre se aaftaab kiyaa
Jaleel Manikpuri
Ghazal
nigaah-e-lutf mat uTh KHuugar-e-aalaam rahne de
hame.n naakaam rahnaa hai hame.n naakaam rahne de
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
ham par nigaah-e-lutf kabhii hai kabhii nahii.n
tum hii kaho ye kyaa hai agar dil lagii nahii.n
Pandit Vidya Ratan Aasi
Sher
aashnaa jab tak na thaa us kii nigaah-e-lutf se
vaardaat-e-qalb ko husn-e-bayaa.n samjhaa thaa mai.n
Habeeb Ahmad Siddiqui
Sher
nigah-e-lutf me.n hai uqda-kushaa.ii muzmar
kaam big.De hu.e bando.n ke sa.nvar jaate hai.n