SEARCH RESULTS
Showing search results for "nigah-e-lutf"
Ghazal MATCHES FOR "nigah-e-lutf"
Ghazal
taar-e-nigaah-e-lutf se pahle rafuu kare.n
phir mere zaKHm-e-dil kii davaa chaara-juu kare.n
Shola Kararvi
Ghazal
terii nigaah-e-lutf bhii naakaam hii na ho
dil to vo zaKHm hai jise aaraam hii na ho
Khursheed Rizvi
Ghazal
mujrimo.n par nigah-e-lutf-e-zamaana dekhuu.n
be-gunaaho.n ko mai.n zaalim kaa nishaana dekhuu.n
Shafiq Ahmad
Ghazal
nigaah-e-lutf kyaa kam ho ga.ii hai
mohabbat aur mohkam ho ga.ii hai
Aleem Akhtar muzaffarnagri
Ghazal
nigaah-e-lutf mat uTh KHuugar-e-aalaam rahne de
hame.n naakaam rahnaa hai hame.n naakaam rahne de
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
ham par nigaah-e-lutf kabhii hai kabhii nahii.n
tum hii kaho ye kyaa hai agar dil lagii nahii.n
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
ham par nigaah-e-lutf kabhii hai kabhii nahii.n
tum hii kaho ye kyaa hai magar dil-lagii nahii.n
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
nigaah-e-lutf kabhii gar vo mast-e-naaz kare
niyaaz-mand ko aalam se be-niyaaz kare
Khushi Mohammad Naazir
Ghazal
nigaah-e-lutf se terii kahii.n jo ham milte
hamaarii ziist ke shaam-o-sahar baham milte
Mohammad Naqi Rizvi Asr
Ghazal
nigah-e-lutf-o-inaayat kaa sila le jaa.o
dil se niklii hai jo mere vo du'aa le jaa.o
Shayar Fatehpuri
Ghazal
us ne nigaah-e-lutf-e-karam baar baar kii
ab KHairiyat nahii.n hai dil-e-be-qaraar kii
Zakir Khan Zakir
Ghazal
aisii nigaah-e-lutf-o-karam mujh pe kar ki bas
aa.nkho.n kii mai se jaam-e-talab meraa bhar ki bas
Rana Gannauri
Ghazal
tujh se ba.Dh kar nigah-e-lutf-o-ataa kis kii thii
is kii ta.abiir magar mere KHudaa kis kii thii
Asrar Zaidi
Ghazal
lutf-e-nigaah-e-naaz kii tohmat uThaa.e kaun
kuchh der kii bahaar ko KHaatir me.n laa.e kaun
Shakeel Badayuni
Ghazal
dil mast hai lutf-e-nigah-e-naaz to dekho
hai kitnaa hasii.n ishq kaa aaGaaz to dekho
Aslam Barabankvi
Ghazal
mo'tabar ab to banaa ai nigah-e-naaz mujhe
is bhare shahr me.n benaam-o-nishaa.n huu.n mai.n bhii
Lutf-ur-rahman
Ghazal
itnaa bikhraa hu.aa lahja yahaa.n 'lutf-ur-rahmaan'
aap bhii apnii vo kuchh tarz-e-adaa bhuul ga.e
Lutf-ur-rahman
Ghazal
jis dil pe kisii kii nigah-e-lutf pa.Dii thii
baiThe hai.n 'suruur' us ko kaleje se lagaa.e
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
zahmat-e-yak-nigah-e-lutf kabhii to ai dost
ham ko kahnaa hai bahut lafz-o-bayaa.n ke aage