SEARCH RESULTS
Showing search results for "nigah-e-lutf"
Nazm MATCHES FOR "nigah-e-lutf"
Nazm
shauq-e-gurezan
merii jaanib nigaah-e-lutf na kar
Gam ko is darja kaamraa.n na banaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
shri-kirishna
is taraf bhii nigah-e-lutf ho pyaare mohan
kuchh hamaarii bhii suno aa ke hamaare mohan
Bismil Allahabadi
Nazm
sharare
khaaii.egaa ik nigaah-e-lutf kaa kab tak fareb
ko.ii afsaana banaa kar bad-gumaa.n ho jaa.iye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
rishte
ek nigaah-e-lutf se us kii, us ke ek taGaaful se
mai.n kyaa jaanuu.n shab ke gahre sannaaTo.n me.n
Mughni Tabassum
Nazm
man ki mohabbat
ik nigaah-e-lutf se mahruum rakkhaa hai mujhe
is se ba.Dh kar aur tauhiin-e-vafaa mumkin nahii.n
Nabiul Hasan Shamim
Nazm
ahl-e-junun
baarish-e-sang-e-alam apnaa muqaddar Thahrii
raahat-e-dard milii lutf-o-karam ke badle
Noor -e-Shama Noor
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
nigaah ko thii magar miir-e-kaarvaa.n kii talaash
nazar jo uTThii to dekhaa ki ek mard-e-faqiir
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
tumhein yaad ho ki na yaad ho
vo Guruur-e-husn kii narmiyaa.n
vo nigaah-e-lutf kii baarishe.n
Maikash Hyderabadi
Nazm
dil-ashob
tire lutf-o-ataa kii dhuum sahii mahfil mahfil
ik shaKHs thaa inshaa naam-e-mohabbat me.n kaamil
Ibn۔e۔Insha
Nazm
darbar1911
jaame se baahar nigaah-e-naaz-e-fattaahaan-e-hind
hadd-e-qaanuunii ke andar honorablo.n kii qataar
Akbar Allahabadi
Nazm
fikr-e-ashiyan
chaman vaalo vafaa.o.n par tum apnii naaz karte ho
nigaah-e-kaj-adaa-e-baaGbaa.n kuchh aur kahtii hai
Razi Badayuni
Nazm
dilli aur hum
ham pe rahtii hai nigaah-e-shafqat-e-ahl-e-nazar
mahfil-e-sher-o-adab me.n jaane-pahchaane hai.n ham
Talib Chakwali
Nazm
tiflan ki to kuchh taqsir na thi
aur kitnii sadiyo.n baa'd milii
ye ek nigaah-e-mehr-o-saKHaa
Fahmida Riaz
Nazm
saz-e-suKHan bahana hai
tamaam umr sau tarah likhuu.n
miraa vajuud ik nigaah-e-be-sukuu.n
Ada Jafarey
Nazm
amir-KHusraw
falsafii kii nigaah-e-baa-maqsad
aarzuu.o.n kaa dil-nashii.n unvaa.n