SEARCH RESULTS
Showing search results for "nuchii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nuchii"
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Ghazal
huzuur-e-qais pahan kar junuu.n me.n kyaa jaa.e.n
qabaa-e-tan hai saraapaa nuchii khuchii afsos
Shad Lakhnavi
Nazm
koh-e-nida
aur shab bhar kii nuchii hu.ii ik rail kii bogii
apnii kalaa.ii engine ke panje me.n de kar
Wazir Agha
Nazm
mohabbat ho gai tum se
mai.n qissa muKHtasar kar ke
zaraa niichii nazar kar ke
Zubair Ali Tabish
Ghazal
qayaamat hai.n zaalim kii niichii nigaahe.n
KHudaa jaane kyaa ho jo nazre.n uThaa le
Qamar Jalalvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "nuchii"
Ghazal
nazar niichii kiye us kaa guzarnaa paas se mere
zaraa sii der ruknaa phir sabaa-raftaar ho jaanaa
Munawwar Rana
Sher
laa.ii na aiso.n-vaiso.n ko KHaatir me.n aaj tak
uu.nchii hai kis qadar tirii niichii nigaah bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
shikast-e-husn kaa jalva dikhaa ke luuT liyaa
nigaah niichii kiye sar jhukaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
Nazm
intizar
nazre.n niichii kiye sharmaa.e hu.e aa.egaa
kaakule.n chehre pe bikhraa.e hu.e aa.egaa
