SEARCH RESULTS
Showing search results for "paate"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "paate"
Sher
shaaKHo.n se TuuT jaa.e.n vo patte nahii.n hai.n ham
aa.ndhii se ko.ii kah de ki auqaat me.n rahe
Rahat Indori
Ghazal
dekhiye paate hai.n ushshaaq buto.n se kyaa faiz
ik barahman ne kahaa hai ki ye saal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Sher
Iftikhar Arif
PAGE MATCHES FOR "paate"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "paate"
Ghazal
paate nahii.n jab raah to cha.Dh jaate hai.n naale
ruktii hai mirii tab.a to hotii hai ravaa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
apnii galii me.n mujh ko na kar dafn ba.ad-e-qatl
mere pate se KHalq ko kyuu.n teraa ghar mile
Mirza Ghalib
Nazm
safar ke waqt
ye Diary hai aur is me.n pate hai.n aur number
ise KHayaal se bakse kii jeb me.n rakhnaa
Jaun Eliya
Marsiya
aKHtar bane jo phuul to shaaKHe.n banii.n hilaal
patte tamaam aa.iina-e-nuur ho ga.e
Meer Anees
Sher
dekhiye paate hai.n ushshaaq buto.n se kyaa faiz
ik barahman ne kahaa hai ki ye saal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Nazm
alaw
mai.n ne maazii se ka.ii KHushk sii shaaKHe.n kaaTii.n
tum ne bhii guzre hu.e lamho.n ke patte to.De