SEARCH RESULTS
Showing search results for "paate"
Ghazal MATCHES FOR "paate"
Ghazal
dekhiye paate hai.n ushshaaq buto.n se kyaa faiz
ik barahman ne kahaa hai ki ye saal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
paate nahii.n jab raah to cha.Dh jaate hai.n naale
ruktii hai mirii tab.a to hotii hai ravaa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
apnii galii me.n mujh ko na kar dafn ba.ad-e-qatl
mere pate se KHalq ko kyuu.n teraa ghar mile
Mirza Ghalib
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
ham bhii dil kii baat kahaa.n kah paate hai.n
aap bhii kuchh kahte kahte rah jaate hai.n
Waseem Barelvi
Ghazal
vo zard patte jo pe.D se TuuT kar gire the
kahaa.n ga.e bahte paaniyo.n me.n bulaa.e ko.ii
Gulzar
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
har saal na.e patte badal dete hai.n tevar
buu.Dhaa hai magar pe.D puraanaa nahii.n lagtaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
baaGbaa.n ne aag dii jab aashiyaane ko mire
jin pe takiya thaa vahii patte havaa dene lage
Saqib Lakhnavi
Ghazal
mai.n na huu.ngaa to KHizaa.n kaise kaTegii terii
shoKH patte ne kahaa shaaKH se murjhaate hu.e
Gulzar
Ghazal
ab ke bahaar dekhiye kyaa naqsh chho.D jaa.e
aasaar baadalo.n ke na patte shajar me.n hai.n
Aashufta Changezi
Ghazal
qaraar paate hai.n aaKHir ham apnii apnii jagah
ziyaada rah nahii.n saktaa ko.ii kisii kii jagah