SEARCH RESULTS
Showing search results for "pahal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "pahal"
Ghazal
baa-hazaaraa.n iztiraab o sad-hazaaraa.n ishtiyaaq
tujh se vo pahle-pahal dil kaa lagaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
kumhlaa.e hu.e phuulo.n kii tarah kumhlaa.e hu.e se rahte hai.n
paamaal na kar barbaad na kar
Akhtar Shirani
Ghazal
chhe.Daa thaa jise pahle-pahal terii nazar ne
ab tak hai vo ik naGma-e-be-saaz-o-sadaa yaad
Jigar Moradabadi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
pahlaa
पहलाپَہْلا
a thing, person, event, or period of time is the one that happens or comes before all the others of the same kind
MORE MATCHES FOR "pahal"
Ghazal
jis ke saa.e me.n tujhe pahle pahal dekhaa thaa
mai.n isii pe.D ke niiche tirii bai'at karuu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
pahle-pahal kii chaah kaa kiije na imtihaa.n
aanaa to siikh le abhii do-chaar baar dil
Dagh Dehlvi
Ghazal
mai.n ne jab pahle-pahal apnaa vatan chho.Daa thaa
duur tak mujh ko ik aavaaz bulaane aa.ii
Kaif Bhopali
Ghazal
pahle-pahal hu.aa hai mirii zindagii me.n din
zulfo.n me.n mu.nh chhupaa ke na phir raat kiijiye
Naushad Ali
Ghazal
ai maut ai bahisht-e-sukuu.n aa KHush-aamdiid
ham zindagii me.n pahle pahal muskuraa.e hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
jis jagah pahle-pahal naam tiraa aataa hai
daastaa.n apnii sunaa.ii hai vahii.n se ham ne




