SEARCH RESULTS
Showing search results for "pahan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "pahan"
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
to ek ik harf jii uThegaa
pahan ke anfaas kii qabaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kyuu.n mirii shakl pahan letaa hai chhupne ke liye
ek chehra ko.ii apnaa bhii KHudaa kaa hotaa
Gulzar
Ghazal
mai.n ghar se terii tamannaa pahan ke jab nikluu.n
barahna shahr me.n ko.ii nazar na aa.e mujhe
Qateel Shifai
PAGE MATCHES FOR "pahan"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "pahan"
Ghazal
siyaah rang chamaktii hu.ii kanaarii hai
pahan lo achchhii lage.ngii ghaTaa.e.n bhejii hai.n
Gulzar
Sher
garmii lagii to KHud se alag ho ke so ga.e
sardii lagii to KHud ko dobaara pahan liyaa
Bedil Haidri
Ghazal
jo mansabo.n ke pujaarii pahan ke aate hai.n
kulaah tauq se bhaarii pahan ke aate hai.n
Rahat Indori
Ghazal
vo merii dii hu.ii nthunii pahan ke ghuumtii hai
tabhii vo in dino.n kuchh aur nak-cha.Dhii hu.ii hai
Amir Ameer
Ghazal
itraa rahe ho aaj pahan kar na.ii qabaa
daaman thaa taar taar abhii kal kii baat hai
Kaleem Aajiz
Ghazal
kahaa.n mile.nge vo agle dino.n ke shahzaade
pahan ke tan pe libaade gadaagaro.n vaale
Mohsin Naqvi
Ghazal
dariyaa ne kal jo chup kaa libaada pahan liyaa
pyaaso.n ne apne jism pe sahraa pahan liyaa
Bedil Haidri
Nazm
nilo
tuu ki naa-vaaqif-e-aadaab-e-shahanshaahii thii
raqs zanjiir pahan kar bhii kiyaa jaataa hai