SEARCH RESULTS
Showing search results for "pahan"
Ghazal MATCHES FOR "pahan"
Ghazal
kyuu.n mirii shakl pahan letaa hai chhupne ke liye
ek chehra ko.ii apnaa bhii KHudaa kaa hotaa
Gulzar
Ghazal
mai.n ghar se terii tamannaa pahan ke jab nikluu.n
barahna shahr me.n ko.ii nazar na aa.e mujhe
Qateel Shifai
Ghazal
siyaah rang chamaktii hu.ii kanaarii hai
pahan lo achchhii lage.ngii ghaTaa.e.n bhejii hai.n
Gulzar
Ghazal
jo mansabo.n ke pujaarii pahan ke aate hai.n
kulaah tauq se bhaarii pahan ke aate hai.n
Rahat Indori
Ghazal
vo merii dii hu.ii nthunii pahan ke ghuumtii hai
tabhii vo in dino.n kuchh aur nak-cha.Dhii hu.ii hai
Amir Ameer
Ghazal
itraa rahe ho aaj pahan kar na.ii qabaa
daaman thaa taar taar abhii kal kii baat hai
Kaleem Aajiz
Ghazal
kahaa.n mile.nge vo agle dino.n ke shahzaade
pahan ke tan pe libaade gadaagaro.n vaale
Mohsin Naqvi
Ghazal
dariyaa ne kal jo chup kaa libaada pahan liyaa
pyaaso.n ne apne jism pe sahraa pahan liyaa
Bedil Haidri
Ghazal
har ko.ii turra-e-pechaak pahan kar niklaa
ek mai.n pairahan-e-KHaak pahan kar niklaa
Ahmad Faraz
Ghazal
nafrato.n kaa vahii malbuus pahan lo phir se
ain mumkin hai ye duniyaa tumhe.n pahchaanii na ho
Shahryar
Ghazal
use bhii Thaan rakh saaqii yaqii.n hogaa na rindo.n ko
agar zaahid pahan kar jaama-e-ehraam aa.egaa
Shad Azimabadi
Ghazal
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
miraa KHayaal bhii ghu.ngruu pahan ke naachegaa
agar KHayaal ko teraa KHayaal aa jaa.e
Wasi Shah
Ghazal
pahan liyaa hai use aa.nkh muu.nd kar mai.n ne
vagarna sochtaa rahtaa utaaraa kyaa hogaa
Muzdam Khan
Ghazal
na jaane kitne badan vo pahan ke leTaa hai
bahut qariib hai phir bhii chhupaa chhupaa saa hai
Nida Fazli
Ghazal
mat maaniyo ki hogaa ye be-dard ahl-e-dii.n
gar aave shaiKH pahan ke jaama qur.aan kaa