SEARCH RESULTS
Showing search results for "parast"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "parast"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
bastii ke saare log hii aatish-parast the
ghar jal rahaa thaa aur samundar qariib thaa
Anjum Rehbar
Ghazal
anaa-parast hai itnaa ki baat se pahle
vo uTh ke band mirii har kitaab kar degaa
Parveen Shakir
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "parast"
Nazm
parchhaiyan
hazaar-guuna malaamat kaa baar uThaa.e hu.e
havas-parast nigaaho.n kii chiira-dastii se
Sahir Ludhianvi
Marsiya
ahmad ke gird-o-pesh se uTThe KHudaa-parast
insaa.n to kyaa malak ko na thii qudarat-e-nishast
Meer Anees
Ghazal
Garaz-parast jahaa.n me.n vafaa talaash na kar
ye shai banii thii kisii duusre jahaa.n ke liye
Sahir Ludhianvi
Ghazal
saKHt zamii.n-parast the ahd-e-vafaa ke paasdaar
u.D ke bulandiyo.n me.n ham gard-e-malaal ho ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
hotaa agar kuchh aur to hotaa anaa-parast
us kii razaa shikast-e-anaa hai, ye ishq hai
Irfan Sattar
Ghazal
aatish-parast kahte hai.n ahl-e-jahaa.n mujhe
sargarm-e-naala-haa-e-sharar-baar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
parii ke paa.o.n gulaabii gudaaz raqs-parast
ta.Daptii machhliyaa.n mehraab-e-lab thiraktii kalii
Shahzad Qais
Ghazal
de daad ai falak dil-e-hasrat-parast kii
haa.n kuchh na kuchh talaafii-e-maafaat chaahiye