SEARCH RESULTS
Showing search results for "parda-haa-e-baam-o-dar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "parda-haa-e-baam-o-dar"
Ghazal
dariicho.n ko to dekho chilmano.n ke raaz to samjho
uThe.nge parda-haa-e-baam-o-dar aahista aahista
Mustafa Zaidi
Ghazal
KHaraaba-e-baam-o-dar bahut yaad aa rahaa hai
na jaane kyo.n aaj ghar bahut yaad aa rahaa hai
Jamal Ehsani
Sher
Mubarak Shamim
PAGE MATCHES FOR "parda-haa-e-baam-o-dar"
MORE MATCHES FOR "parda-haa-e-baam-o-dar"
Sher
khulaa ye dil pe ki taamiir-e-baam-o-dar hai fareb
baguule qaalib-e-diivaar-o-dar me.n hote hai.n
Aziz Hamid Madni
Sher
mere hii sa.ng-o-KHisht se ta.amiir-e-baam-o-dar
mere hii ghar ko shahr me.n shaamil kahaa na jaa.e
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Naz Khialvi
Ghazal
Saeed Rahmani
Nazm
ek manzar
baam-o-dar KHaamushii ke bojh se chuur
aasmaano.n se juu-e-dard ravaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dua
baam-o-dar chup saadh chuke hai.n
taaq me.n ik miTTii kaa diyaa a.ndhiyaaro.n se baate.n kartaa hai
Saleem Kausar
Sher
maanuus baam-o-dar se nazar puuchhtii rahii
un me.n base vo log puraane kahaa.n ga.e
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
vo dilkashii vo raushnii-e-baam-o-dar ga.ii
tum kyaa ga.e ki raunaq-e-shaam-o-sahar ga.ii
Chandra Parkash Jauhar Bijnauri
Nazm
ek yaad
kachche aa.ngan kaa vo ghar vo baam-o-dar
gaa.nv kii pagDa.nDiyaa.n vo rahguzar
Habib Jalib
Ghazal
chand yaade.n hai.n baam-o-dar ke sivaa
zehn me.n kuchh nahii.n kha.nDar ke sivaa