SEARCH RESULTS
Showing search results for "parvarish"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "parvarish"
Sher
ham parvarish-e-lauh-o-qalam karte rahe.nge
jo dil pe guzartii hai raqam karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
maqaam-e-parvarish-e-aah-o-laala hai ye chaman
na sair-e-gul ke liye hai na aashiyaa.n ke liye
Allama Iqbal
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "parvarish"
Nazm
mere school
shafqate.n aisii milii hai.n mujhe ustaado.n kii
parvarish kartaa ho jaise ko.ii shahzaado.n kii
Munawwar Rana
Ghazal
parvarish Gam kii tire yaa.n ta.ii.n to kii dekhaa
ko.ii bhii daaG thaa siine me.n ki naasuur na thaa
Khwaja Meer Dard
Ghazal
KHud-Garziyo.n ke saa.e me.n paatii hai parvarish
ulfat ko jis kaa sidq o safaa naam rakh diyaa
Gopal Mittal
Nazm
KHatm hui barish-e-sang
dosto qaafila-e-dard kaa ab kyaa hogaa
ab ko.ii aur kare parvarish-e-gulshan-e-Gam
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mirza Ghalib
Nazm
gurez
un aarzuu.o.n pe chhaa.ii hai gard-e-maayuusii
jinho.n ne tere tabassum me.n parvarish paa.ii
Sahir Ludhianvi
Nazm
mukafat
KHayaal hii me.n kiyaa parvarish gunaaho.n kii
kabhii kiyaa na javaanii se bahryaab unhe.n