SEARCH RESULTS
Showing search results for "pinD"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "pinD"
Ghazal
ba.Dh ga.ii mai piine se dil kii tamannaa aur bhii
sadqa apnaa saaqiyaa yak jaam-e-sahbaa aur bhii
Munshi Amirullah Tasleem
Mazahiya
tujh se apnii chashm-e-tar kaa aabyaana jab milaa
tere dil ke pi.nD me.n nambar-daar ho jaa.e.nge ham
Baqar Wasim Qazi
Ghazal
machhlii pha.nsaane jaate hai.n dariyaa pe roz vo
chhuTtaa nahii.n hai pinD is andhe shikaar kaa
Shaida Allahabadi
PAGE MATCHES FOR "pinD"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "pinD"
Ghazal
vaa.iz subuut laa.e jo mai ke javaaz me.n
'iqbaal' ko ye zid hai ki piinaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
to.D ye azm-shikan daGdaGa-e-pand bhii to.D
Kaifi Azmi
Sher
zaahid sharaab piine de masjid me.n baiTh kar
yaa vo jagah bataa de jahaa.n par KHudaa na ho
Unknown
Ghazal
biimaar ko maraz kii davaa denii chaahiye
mai.n piinaa chaahtaa huu.n pilaa denii chaahiye
Rahat Indori
Ghazal
Allama Iqbal
Sher
zaahid sharaab piine se kaafir hu.aa mai.n kyuu.n
kyaa De.Dh chulluu paanii me.n iimaan bah gayaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
rone vaale tujhe rone kaa saliiqa hii nahii.n
ashk piine ke liye hai.n ki bahaane ke liye