SEARCH RESULTS
Showing search results for "pukaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "pukaar"
Ghazal
kise pukaar rahaa thaa vo Duubtaa hu.aa din
sadaa to aa.ii thii lekin ko.ii duhaa.ii na thii
Naseer Turabi
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Bashir Badr
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "pukaar"
Ghazal
maut lamhe kii sadaa zindagii umro.n kii pukaar
mai.n yahii soch ke zinda huu.n ki mar jaanaa hai
Rahat Indori
Geet
ho.nTh the khule ki har bahaar ko pukaar duu.n
dard thaa diyaa gayaa ki har dukhii ko pyaar duu.n
Gopaldas Neeraj
Ghazal
chaTaKH uThaa ho sulagtii chaTaan kii suurat
pukaar ab tuu mire der-aashnaa mujh ko
Ahmad Faraz
Ghazal
sunaa hai vaqt kaa haakim ba.Daa hii munsif hai
pukaar kar sar-e-darbaar aa.o sach bole.n
Qateel Shifai
Ghazal
miluu.ngaa KHaak me.n ik roz biij ke maanind
fanaa pukaar rahii hai mujhe baqaa ke liye
Shaz Tamkanat
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
anaa kaa bojh kabhii jism se utaar ke dekh
mujhe zabaa.n se nahii.n ruuh se pukaar ke dekh