SEARCH RESULTS
Showing search results for "qadam-ranja"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qadam-ranja"
Ghazal
muntazir aap ke aane kaa ka.ii din se huu.n
kyaa hai taaKHiir qadam-ranja karo bismillaah
Meer Mohammadi Bedar
Nazm
mushaera
mushaa.ere me.n qadam-ranja aap farmaa.e.n
to ahl-e-zauq nashisto.n me.n aa ke bhar jaa.e.n
Syed Mohammad Jafri
Ghazal
qadam-ranja farmaa rahe hai.n vo aaKHir
KHabar laa rahii hai ye baad-e-bahaarii
Sardar Khan Soz
Ghazal
mai.n to mozaahim nahii.n Gair ke haa.n jaa.iye
gaah qadam-ranja aap yaa.n bhii to farmaa.iye
Fakhruddin Khan Mahir
MORE MATCHES FOR "qadam-ranja"
Ghazal
tuu sub.h qadam-ranja kare Tuk to hai varna
kis vaaste aashiq kii shab-e-Gam basar aave
Meer Taqi Meer
Ghazal
yuu.n KHayaal us kaa sar-afraaz kare hai 'maaruuf'
shah qadam-ranja kare juu.n kasuu naadaar ke paas
Maroof Dehlvi
Kulliyat
tuu sub.h qadam-ranja kare Tuk to hai varna
kis vaaste aashiq kii shab-e-Gam basar aave
Meer Taqi Meer
Mazahiya
Badr Muneer
Ghazal
hamaare kalba-e-ahzaa.n me.n kar qadam-ranja
nihaal ham ko tuu ai sarv-e-sarfaraaz kiyaa
Mirza Azfari
Kulliyat
gor par merii pas-az-muddat qadam-ranja kiyaa
KHaak me.n mujh ko milaa kar mehrbaa.n baare hu.e
Meer Taqi Meer
Kulliyat
kitne dil-soKHta ham jam' hai.n ai Gairat-e-sham’
kar qadam-ranja ki majlis hai ye parvaano.n kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
mere ghar aap qadam-ranja kare.n yaa shah de.n
aap kii KHaak-e-qadam kaa asar iksiir me.n hai
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
Waseem Khairabadi
Kulliyat
KHvaar-o-KHasta ka.ii paamaal tirii raah me.n hai.n
kiijiye ranja-qadam un ko bhii izzat diije