SEARCH RESULTS
Showing search results for "qadam-ranja"
Ghazal MATCHES FOR "qadam-ranja"
Ghazal
muntazir aap ke aane kaa ka.ii din se huu.n
kyaa hai taaKHiir qadam-ranja karo bismillaah
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
qadam-ranja farmaa rahe hai.n vo aaKHir
KHabar laa rahii hai ye baad-e-bahaarii
Sardar Khan Soz
Ghazal
mai.n to mozaahim nahii.n Gair ke haa.n jaa.iye
gaah qadam-ranja aap yaa.n bhii to farmaa.iye
Fakhruddin Khan Mahir
Ghazal
tuu sub.h qadam-ranja kare Tuk to hai varna
kis vaaste aashiq kii shab-e-Gam basar aave
Meer Taqi Meer
Ghazal
yuu.n KHayaal us kaa sar-afraaz kare hai 'maaruuf'
shah qadam-ranja kare juu.n kasuu naadaar ke paas
Maroof Dehlvi
Ghazal
hamaare kalba-e-ahzaa.n me.n kar qadam-ranja
nihaal ham ko tuu ai sarv-e-sarfaraaz kiyaa
Mirza Azfari
Ghazal
mere ghar aap qadam-ranja kare.n yaa shah de.n
aap kii KHaak-e-qadam kaa asar iksiir me.n hai
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
Waseem Khairabadi
Ghazal
kis husn se kahuu.n mai.n us kii KHush-aKHtarii kii
is maah-ruu ke aage kyaa taab mushtarii kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
Rana Jagi
Ghazal
is qadar ranj mirii jaan KHasaare pe na kar
faa.ede me.n kabhii nuqsaan bhii ho jaataa hai
Ashfaq Amir
Ghazal
aish chuumegaa qadam ranj ke din Talne de
mere dil un kii mohabbat se tuu bezaar na ho
Afzal Peshawari
Ghazal
kis qadar ranj-o-musiibat kaa muraqqaa huu.n mai.n
kaa.np uThtaa hai miraa dil tirii yaad aane se
Mirza Qadir Bakhsh Sabir Dehlavi
Ghazal
is sadii ne jis qadar ranj-o-Gam baKHshe mujhe
bas usii kii daastaa.n har gaam likhtaa jaa.u.ngaa