SEARCH RESULTS
Showing search results for "qafas-e-unsarii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qafas-e-unsarii"
Ghazal
baiThii rahe usii qafas-e-unsarii me.n ab
teG-e-badan ne ruuh ke par kaaT Daale hai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
nahii.n hai ko.ii shikaayat 'nasiim-ansaarii’
ki hukm-e-rab ne utaarii hai raat kis se kahe.n
Naseem Ansari
Ghazal
Naseem Ansari
Ghazal
chaman me.n ahd-e-bahaaraa.n kii aarzuu kar ke
qafas-nasiib qafas par azaab chaahte hai.n
Fitrat Ansari
Ghazal
sun.ne to chale aa.e ho ruudaad-e-qafas tum
zanjiir na kar le tumhe.n zanjiir hamaarii
Sharjeel Ansari
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "qafas-e-unsarii"
Ghazal
Shahnawaz Ansari
Ghazal
tiiliyaa.n kunj-e-qafas kii jo jalaa detii hai.n
merii aaho.n ko ilaahii vo sharaara kar de
Aqeel Shatir Ansari
Ghazal
hotii hai aaj ahl-e-qafas me.n chaman kii baat
Gurbat me.n kar rahe hai.n musaafir vatan kii baat
Nasir Ansari
Ghazal
Qaisar Ansari
Ghazal
fazaa-e-gulsitaa.n par ek sannaaTaa hu.aa taarii
asiiraan-e-qafas kii aah jab gulzaar tak pahu.nchii
Qaisar Ansari
Ghazal
vahii tashaddud-e-gulchii.n vahii Gam-e-sayyaad
qafas me.n hai.n ki nasheman me.n ham KHudaa jaane
Muslim Ansari
Ghazal
Muslim Ansari
Ghazal
Ibn-e-Insha
Ghazal
aa.e hai.n din bahaar ke sayyaad kah rahaa
taa.ir qafas me.n baaG ke ghabraa.e jaate hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
muzhda ai zauq-e-asiirii ki nazar aataa hai
daam-e-KHaalii qafas-e-murG-e-giraftaar ke paas
Mirza Ghalib
Ghazal
ai asiir-e-qafas-e-sahr-e-anaa dekh aa kar
kitnaa mushkil hai tire shahr se hijrat karnaa
Ayub Khawar
Ghazal
Gunche kii tarah shab qafas-e-rang-o-buu rahaa
maanind-e-gul sahar ko bikharnaa pa.Daa mujhe
Urfi Aafaqi
Ghazal
hogaa ehsaa.n pa.e gul-gasht agar tuu sayyaad
saath le kar qafas-e-murG-e-giraftaar chale