SEARCH RESULTS
Showing search results for "qahba-e-duniyaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qahba-e-duniyaa"
Ghazal
mataa-e-qahba-e-duniyaa pe kar na chashm-e-siyaah
ki maal-e-zan nahii.n khaate jo mard hote hai.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
qahba-e-duniyaa ko chho.Daa chaahiye
rabt is luulii se to.Daa chaahiye
Sardar Ganda Singh Mashriqi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "qahba-e-duniyaa"
Ghazal
hai tazaado.n bharii duniyaa bhii ham-aaha.ng bahut
faasla to nahii.n kuchh sang o saman me.n aisaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kyaa KHuub hai ye aalam-e-duniyaa-e-shauq bhii
ik bevafaa se mujh ko mohabbat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
alam-bardaar-e-amn-o-aashtii hoshyaar ho jaa.e
taqaazaa vaqt kaa ye hai ki duniyaa-daar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
talaash kartii hai duniyaa usii ke naqsh-e-qadam
vahii jo bhii.D me.n sab se judaa dikhaa.ii de
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
kitnii dilkash hai dil-afroz hai duniyaa-e-danii
apnii aa.nkho.n se zaraa haath haTaa kar dekho
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Gam-e-ulfat Gam-e-duniyaa Gam-e-dii.n
uThaa.e baar kyaa kyaa naa-tavaa.n dil