SEARCH RESULTS
Showing search results for "qassam-e-azal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qassam-e-azal"
Ghazal
Prem Shankar Goila Farhat
Ghazal
qassam-e-azal ne na rakhaa ham ko bhii mahruum
garche na diyaa ko.ii hunar be-hunarii dii
Bahadur Shah Zafar
Nazm
iltija
jo mire chehre pe qassam-e-azal ne likhii
us ibaarat kaa har ik lafz banaa hai kaasa
Ali Abbas Ummeed
MORE MATCHES FOR "qassam-e-azal"
Ghazal
dil bhii qassam-e-azal ne vo diyaa qismat se
jis ne duniyaa me.n na rakkhaa kisii qaabil mujh ko
Shola Kararvi
Ghazal
tuu agar be-mantiqii par dil kii ha.nstaa hai to kyaa
dil jidhar le jaa.e qassam-e-azal jaa.e.nge ham
Wali Alam Shaheen
Nazm
koyal
mujh ko qassam-e-azal detaa agar do baal-o-par
u.D ke hotaa mai.n bhii tere saath sargarm-e-safar
Suroor Jahanabadi
Ghazal
tujh ko qassaam-e-azal denaa na thaa ye ishq-e-KHaam
kaash dil ke saath detaa soz-e-parvaana mujhe
Zabt Sitapuri
Ghazal
Prem Shankar Goila Farhat
Ghazal
roz-e-azal vo dard-e-musalsal ataa hu.aa
dil ko sukuun mil na sakaa umr bhar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
apnaa rahaa huu.n Gam ko ba.De ehtiraam se
roz-e-azal se ye mirii aadat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Nazm
gulha-e-aqidat
gul se apnii nisbat-e-deriina kii khaa kar qasam
ahl-e-dil ko ishq ke andaaz samjhaane lagii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
pattharo.n ke raaste se apne shiishe ke qadam
sa.i-e-laa-haasil kaa ik paiGaam le kar aa.e hai.n