SEARCH RESULTS
Showing search results for "qassam-e-azal"
Nazm MATCHES FOR "qassam-e-azal"
Nazm
iltija
jo mire chehre pe qassam-e-azal ne likhii
us ibaarat kaa har ik lafz banaa hai kaasa
Ali Abbas Ummeed
Nazm
koyal
mujh ko qassam-e-azal detaa agar do baal-o-par
u.D ke hotaa mai.n bhii tere saath sargarm-e-safar
Suroor Jahanabadi
Nazm
gulha-e-aqidat
gul se apnii nisbat-e-deriina kii khaa kar qasam
ahl-e-dil ko ishq ke andaaz samjhaane lagii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
vo din ki jis kaa va.ada hai
jo lauh-e-azal me.n likhkhaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
fasana-e-adam
ki ai hariif-e-mashiyyat ba-va.ada-gaah-e-azal
Thahar Thahar tirii parvaaz dekh lii mai.n ne
Jameel Mazhari
Nazm
paigham eid
eid aa.ii hai mohabbat kaa nayaa baab liye
kis qadar rahmat-e-saaqii-e-azal aam hai aaj
Hafeez Banarasi
Nazm
kaenat-e-zat ka musafir
ham-safar kaun hu.aa laala-e-sahraa.ii kaa
parda-e-raaz-e-azal chaak kiye jaataa hai
Ahmad Zafar
Nazm
nakaami
aasmaa.n kitnaa KHuub-suurat hai
lekin ai shaahkaar-e-dast-e-azal jis taraf kaa tiraa iraada hai
Iftikhar Aazmi
Nazm
muraqqa-e-ibrat
jalva-e-husn-e-azal aa.e tasavvur me.n agar
gosha-e-dil me.n machalte hu.e armaa.n ho.nge
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Nazm
chand ki fariyaad
chaa.nd ne mujh se kahaa ai shaa.er-e-fikr-e-azal
mere baare me.n bhii likh de ko.ii sanjiida Gazal
Khalid Irfan
Nazm
mohabbat
mohabbat naGma-e-roz-e-azal hai
mohabbat qaazii-e-shahr-e-'amal hai
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
shab-KHun
ai aashiqaan-e-husn-e-azal Gaur se suno
mai.n barg-e-be-navaa to nahii.n huu.n ki chup rahuu.n
Muneer Niyazi
Nazm
gul-e-tar
ai gul-e-tar kis qadar dilkash hai nazzaara tiraa
haamil-e-husn-e-azal hai qalb-e-sii-paara tiraa