SEARCH RESULTS
Showing search results for "qibla"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qibla"
Nazm
shikwa
aa gayaa ain la.Daa.ii me.n agar vaqt-e-namaaz
qibla-ruu ho ke zamii.n-bos hu.ii qaum-e-hijaaz
Allama Iqbal
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye ka.abe se nahii.n be-vaj.h nisbat-e-ruKH-e-yaar
ye be-sabab nahii.n murde ko qibla-ruu karte
Haidar Ali Aatish
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
qibla
क़िबलाقبلہ
Holy mosque at Mecca, Kaabaa
the holy kaabaa in Mecca to which Muslims turn in prayer, an object of veneration and reverence, a form of address for a respectable person
MORE MATCHES FOR "qibla"
Ghazal
qibla kabhii to taaza-suKHan bhii kare.n ataa
ye chaar-paa.nch Gazle.n hii kab tak sunaa.e.nge
Ali Zaryoun
Ghazal
hai par-e-sarhad-e-idraak se apnaa masjuud
qible ko ahl-e-nazar qibla-numaa kahte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
huzuur qibla janaab aap dekhiye saahab
kisii kii shaan me.n goyaa luGat banaa.ii ga.ii
Shahzad Qais
Ghazal
masjid ke zer-e-saaya KHaraabaat chaahiye
bhau.n paas aa.nkh qibla-e-haajaat chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
ye KHudaa ban ke ri.aayat nahii.n karte hai.n 'vasii'
husn vaalo.n ko kabhii qibla-o-ka.aba na banaa
Wasi Shah
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
kal tak to us me.n aisii karaamat na thii ko.ii
vo aa.nkh aaj qibla-e-haajaat ho ga.ii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
dil bhii haazir sar-e-tasliim bhii KHam ko maujuud
ko.ii markaz ho ko.ii qibla-e-haajaat to ho