SEARCH RESULTS
Showing search results for "qibla"
Ghazal MATCHES FOR "qibla"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye ka.abe se nahii.n be-vaj.h nisbat-e-ruKH-e-yaar
ye be-sabab nahii.n murde ko qibla-ruu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
qibla kabhii to taaza-suKHan bhii kare.n ataa
ye chaar-paa.nch Gazle.n hii kab tak sunaa.e.nge
Ali Zaryoun
Ghazal
hai par-e-sarhad-e-idraak se apnaa masjuud
qible ko ahl-e-nazar qibla-numaa kahte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
huzuur qibla janaab aap dekhiye saahab
kisii kii shaan me.n goyaa luGat banaa.ii ga.ii
Shahzad Qais
Ghazal
masjid ke zer-e-saaya KHaraabaat chaahiye
bhau.n paas aa.nkh qibla-e-haajaat chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
ye KHudaa ban ke ri.aayat nahii.n karte hai.n 'vasii'
husn vaalo.n ko kabhii qibla-o-ka.aba na banaa
Wasi Shah
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
kal tak to us me.n aisii karaamat na thii ko.ii
vo aa.nkh aaj qibla-e-haajaat ho ga.ii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
dil bhii haazir sar-e-tasliim bhii KHam ko maujuud
ko.ii markaz ho ko.ii qibla-e-haajaat to ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
aap samjhaane bhii aa.e qibla-o-ka.aba to kab
ishq ne jab be-niyaaz-e-diin-o-duniyaa kar diyaa
Nazeer Banarasi
Ghazal
mantiq bhii to ik chiiz hai ai qibla o kaaba
de saktii hai kaam aap kii vallaah kahaa.n tak
Akbar Allahabadi
Ghazal
zaahid us zulf me.n pha.ns jaa.e to itnaa puuchhuu.n
kahiye kis tarah kaTii qibla-e-haajaat kii raat
Ameer Minai
Ghazal
phir ke nigaah chaar suu Thahrii usii ke ruu-ba-ruu
us ne to merii chashm ko qibla-numaa banaa diyaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
halaf uThaa.e hai.n majbuuriyo.n ne jis ke liye
use bhii log kisii roz qibla-ruu karte
Mustafa Zaidi
Ghazal
juu.n par-e-taa.uus jauhar taKHta mashq-e-ra.ng hai
bas-ki hai vo qibla-e-aa.iina mahv-e-iKHtiraa.a
Mirza Ghalib
Ghazal
but-parastii me.n kii mai.n ne vo bandagii
but-kade ko bhii qibla-numaa kar diyaa
Fana bulandshahri
Ghazal
ka.aba-e-madd-e-nazar qibla-numaa hai taa-haal
kuu-e-jaanaa.n kii taraf dil nigaraa.n hai ki jo thaa