SEARCH RESULTS
Showing search results for "raah-e-pul-siraat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "raah-e-pul-siraat"
Ghazal
Gairo.n ko apnaa maan ke jiitaa rahaa huu.n mai.n
is raah-e-pul-siraat pe chal kar ba.Daa hu.aa
Nasir Rao
Ghazal
go aaj ham hai.n be-sar-o-paa dekhiye ki kal
ye raah-e-pul-siraat kare shaiKH sar ki ham
Taban Abdul Hai
Ghazal
tum is pe chal ke mirii zaat me.n chale aa.o
ye pul-siraat tumhaare liye khulaa bhii hai
Nazeer Nazar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "raah-e-pul-siraat"
Qita
bint-e-duniyaa se guzaarish hai kabhii merii tarah
pul-siraat-e-Gam-e-dauraa.n se guzaare tum ko
Abdullah Saqib
Ghazal
chalaa sa.nbhal ke kahii.n jaa giruu.n na dozaKH me.n
rah-e-hayaat tujhe pul-siraat samjhaa mai.n
Iqbal Ahmad Khan Arif
Ghazal
hai pul-siraat kii hii buu-nisaa.ii raah-e-jahaa.n
yahaa.n bhii hashr kii haalat nikal hii aatii hai
Tafzeel Ahmad
Ghazal
'vaqaar-hilm' alii vaalo.n se KHudaa kii qasam
pul-siraat ke raste bhii raah rakhte hai.n