SEARCH RESULTS
Showing search results for "raah-e-pul-siraat"
Ghazal MATCHES FOR "raah-e-pul-siraat"
Ghazal
Gairo.n ko apnaa maan ke jiitaa rahaa huu.n mai.n
is raah-e-pul-siraat pe chal kar ba.Daa hu.aa
Nasir Rao
Ghazal
go aaj ham hai.n be-sar-o-paa dekhiye ki kal
ye raah-e-pul-siraat kare shaiKH sar ki ham
Taban Abdul Hai
Ghazal
tum is pe chal ke mirii zaat me.n chale aa.o
ye pul-siraat tumhaare liye khulaa bhii hai
Nazeer Nazar
Ghazal
bahut se ishq kii raaho.n me.n pul-siraat aa.e
tumhaaraa naam liyaa aur guzar ga.e ham bhii
A G Josh
Ghazal
jaan se ushshaaq jaate hai.n guzar kaTte hai.n Gair
pul-siraat-e-imtihaan-e-ishq kahlaatii hai teG
Bayan Meeruthi
Ghazal
chalaa sa.nbhal ke kahii.n jaa giruu.n na dozaKH me.n
rah-e-hayaat tujhe pul-siraat samjhaa mai.n
Iqbal Ahmad Khan Arif
Ghazal
hai pul-siraat kii hii buu-nisaa.ii raah-e-jahaa.n
yahaa.n bhii hashr kii haalat nikal hii aatii hai
Tafzeel Ahmad
Ghazal
'vaqaar-hilm' alii vaalo.n se KHudaa kii qasam
pul-siraat ke raste bhii raah rakhte hai.n
Waqar Hilm Syed Naglavi
Ghazal
ye pul-siraat-e-tamannaa kii saKHt raahe.n hai.n
qadam sambhal ke uThaa.o ki KHvaab larzaa.n hai.n
Sajida Zaidi
Ghazal
sad-manzila vo qasr-e-anaa Dher ho gayaa
ahbaab pul-siraat ke raahii se KHush hu.e
Raoof Khair
Ghazal
ye kyaa ki kaj-ravii hii banaa sheva-e-avaam
bechain pul-siraat zaraa dekhte chalo
Waseem Farhat Alig
Ghazal
yaqiinan ek din us par guzar ke dekhe.nge
kabhii jo arz-e-tamanna kaa pul-siraat khule
Moin Ahmed Aazad
Ghazal
yaqiinan ek din us par guzar ke dekhe.nge
kabhii jo 'arz-e-tamannaa kaa pul-siraat khule