SEARCH RESULTS
Showing search results for "raahat-e-qalb-e-naa-shakebaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "raahat-e-qalb-e-naa-shakebaa"
Ghazal
ai qalb-e-naa-subuur zaraa intizaar kar
phuuTegaa shab se nuur zaraa intizaar kar
Amber Shameem
Ghazal
raahat-e-qalb-o-jigar garmii-e-baazaar se hai
aaj-kal ghar kaa tasavvur dar-o-diivaar se hai
Khizr Nagpuri
MORE MATCHES FOR "raahat-e-qalb-e-naa-shakebaa"
Ghazal
hai amal hii se mayassar raahat-e-qalb-o-jigar
baa-amal hai jo vahii hai kaamyaab-e-zindagii
Zebunnisaa Zaibii
Ghazal
tasavvuraat kii mahfil sajaa.e baiThaa huu.n
vo husn raahat-e-qalb-o-nazar hai kyaa kahiye
Zahid Ali Khan Asar
Ghazal
raahat-e-qalb-o-nazar tum ho tashaffii bhii tumhii
aur tum mere liye vaj.h-e-pareshaanii bhii ho
Athar Shakeel
Ghazal
bulbul na baaz aa.iyo fariyaad-o-aah se
kab tak na hogii qalb-e-gul-e-tar ko ittilaa.a
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ye kyaa KHayaal hai tujhe ai qalb-e-naa-muraad
ko.ii shariik ho tire haal-e-tabaah me.n
Makhmoor Saeedi
Ghazal
hote na sadaf 'qalb' tirii aa.nkh ke KHaalii
palko.n pe agar abr-e-guhar-baar na hote
Anees Qalb
Ghazal
kyaa dekhte ho 'qalb' mire ashk-e-alam ko
aa.nsuu hai mirii aa.nkh kaa zamzam na samajhnaa
Anees Qalb
Ghazal
jin ko apnii shoKHiyo.n par aaj itnaa naaz hai
vo kisii din merii jaan-e-naa-shakebaa dekhte
Asghar Gondvi
Nazm
shahr-e-tarik
khi.Dkiyaa.n band kiye log siyah-KHaano.n me.n
raahat-e-qalb ko Dhuu.nDe.nge in afsaano.n me.n
Chandrabhan Khayal
Ghazal
Daud Ghazi
Ghazal
ye naa-tavaanii-e-qalb-o-jigar pe baar-e-garaa.n
guzishta vaqt kaa ik haadsa lage hai mujhe
Shehzad Raza Lams
Nazm
shoala-e-tarab
taskii.n vo de rahii hai.n par ai qalb-e-naa-subuur
tuu aur bhii dha.Dak ki dha.Dakne kii umr hai
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
kal vo hame.n pahchaan na paa.e sar-e-raahe
shaayad unhe.n ab ham se ko.ii kaam na hogaa