SEARCH RESULTS
Showing search results for "raahat-e-qalb-e-naa-shakebaa"
Nazm MATCHES FOR "raahat-e-qalb-e-naa-shakebaa"
Nazm
shoala-e-tarab
taskii.n vo de rahii hai.n par ai qalb-e-naa-subuur
tuu aur bhii dha.Dak ki dha.Dakne kii umr hai
Owais Ahmad Dauran
Nazm
ek sitara aadarsh ka
jaise ghar ke baam-o-dar par ho navishta
har savaal-e-naa-shakebaa kaa javaab
Shafiq Fatima Shera
Nazm
shahr-e-tarik
khi.Dkiyaa.n band kiye log siyah-KHaano.n me.n
raahat-e-qalb ko Dhuu.nDe.nge in afsaano.n me.n
Chandrabhan Khayal
Nazm
kyon na ho
aa.nkh ke jalvo.n ko jab haasil hai auj-e-e.atibaar
hosh vaalo e.atibaar-e-qalb-e-biinaa kyo.n na ho
Zafar Ahmad Siddiqi
Nazm
KHidmat-e-watan
musiibat hai ye bilkul aarzii is par na ghabraanaa
bas ab aataa hai ahd-e-raahat-o-aaraam aataa hai
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
KHidmat-e-watan
musiibat hai ye bilkul aarzii is par na ghabraanaa
bas ab aataa hai ahd-e-raahat-o-aaraam aataa hai
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
nashat-e-umid
tujh me.n chhupaa raahat-e-jaa.n kaa hai bhed
chho.Diyo 'haalii' kaa na saath ai umiid
Altaf Hussain Hali
Nazm
hum to majbur the is dil se
kulfat-e-ziist to manzuur thii har taur magar
raahat-e-marg kisii taur gavaaraa hii na thii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek maut ek ehtijaj
ab bhii siine me.n ta.Daptaa hai vo qalb-e-mahzuu.n
mil sakii jis ko na be-laus mohabbat kii bahaar
Riyaz Anwar
Nazm
aa ja
duniyaa-e-dil ke maalik haa.n be-hijaab aa jaa
mafquud ho ga.ii hai qalb-o-jigar kii raahat
Sahba lakhnavi
Nazm
madar-e-fitrat
zauq-e-parvaaz to baKHshaa na par-o-baal diye
sher ke saa.nche me.n kyo.n qalb-o-nazar Dhaal diye