SEARCH RESULTS
Showing search results for "raahat-e-qalb-e-naa-shakebaa"
Ghazal MATCHES FOR "raahat-e-qalb-e-naa-shakebaa"
Ghazal
ai qalb-e-naa-subuur zaraa intizaar kar
phuuTegaa shab se nuur zaraa intizaar kar
Amber Shameem
Ghazal
raahat-e-qalb-o-jigar garmii-e-baazaar se hai
aaj-kal ghar kaa tasavvur dar-o-diivaar se hai
Khizr Nagpuri
Ghazal
hu.aa hai har tarah paamaal qalb-e-naa-tavaa.n meraa
bigaa.Degaa bhalaa ab aur kyaa ye aasmaa.n meraa
Sewak Nayyar
Ghazal
tasavvuraat kii mahfil sajaa.e baiThaa huu.n
vo husn raahat-e-qalb-o-nazar hai kyaa kahiye
Zahid Ali Khan Asar
Ghazal
raahat-e-qalb-o-nazar tum ho tashaffii bhii tumhii
aur tum mere liye vaj.h-e-pareshaanii bhii ho
athar shakeel
Ghazal
hai amal hii se mayassar raahat-e-qalb-o-jigar
baa-amal hai jo vahii hai kaamyaab-e-zindagii
Zebunnisaa Zaibii
Ghazal
bulbul na baaz aa.iyo fariyaad-o-aah se
kab tak na hogii qalb-e-gul-e-tar ko ittilaa.a
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ye kyaa KHayaal hai tujhe ai qalb-e-naa-muraad
ko.ii shariik ho tire haal-e-tabaah me.n
Makhmoor Saeedi
Ghazal
ye naa-tavaanii-e-qalb-o-jigar pe baar-e-garaa.n
guzishta vaqt kaa ik haadsa lage hai mujhe
Shehzad Raza Lams
Ghazal
hote na sadaf 'qalb' tirii aa.nkh ke KHaalii
palko.n pe agar abr-e-guhar-baar na hote
Anees Qalb
Ghazal
kyaa dekhte ho 'qalb' mire ashk-e-alam ko
aa.nsuu hai mirii aa.nkh kaa zamzam na samajhnaa
Anees Qalb
Ghazal
jin ko apnii shoKHiyo.n par aaj itnaa naaz hai
vo kisii din merii jaan-e-naa-shakebaa dekhte
Asghar Gondvi
Ghazal
mai.n ne haalaat kii har aag me.n jal kar jaanaa
raahat-e-qalb hai kyaa aur musiibat kyaa hai
Hari Mehta
Ghazal
vo tumtaraaq-e-sikandar na qasr-e-shaah me.n hai
jo baat 'raahat'-e-KHasta kii KHaanqaah me.n hai
Rahat Sarhadi
Ghazal
Daud Ghazi
Ghazal
na raat suntii hai 'raahat' fuGaan-e-said yahaa.n
na dhuup dekh ke zarf-e-shajar nikaltii hai