SEARCH RESULTS
Showing search results for "rumaal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rumaal"
Sher
ab aap kii marzii hai sambhaale.n na sambhaale.n
KHushbuu kii tarah aap ke ruumaal me.n ham hai.n
Munawwar Rana
Ghazal
Rahat Indori
PAGE MATCHES FOR "rumaal"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "rumaal"
Sher
tere rone kii KHabar rakhtii hai.n aa.nkhe.n merii
teraa aa.nsuu mire ruumaal me.n aa jaataa hai
Shakeel Azmi
Sher
mahak ajab sii ho ga.ii pa.De pa.De sanduuq me.n
ra.ngat phiikii pa.D ga.ii resham ke ruumaal kii
Muneer Niyazi
Nazm
marne wale se jalan
zaraa saa Gam nahii.n chehre pe in ke
miyaa.n sar par ko.ii ruumaal hii rakh lo
Shariq Kaifi
Sher
haal puuchho na mire rone kaa bas jaane do
abhii ruumaal nicho.Duu.ngaa to tuufaa.n hogaa
Khwaja Mohammad Wazir
Sher
mujh rang zard uupar Gusse sii.n laal mat ho
ai sabz shaal vaale uude rumaal vaale
Siraj Aurangabadi
Mazahiya
shaadii to ho ga.ii hai magar ab ye haal hai
pocket me.n ko.ii paisa nahii.n bas rumaal hai
Nashtar Amrohvi
Ghazal
ujle motii ham ne maa.nge the kisii se thaal bhar
aur us ne de diye aa.nsuu hame.n ruumaal bhar
Shahid Meer
Nazm
aaKHiri mulaqat
ruumaal ka.ii resham se ka.Dhe
vo KHat jo kabhii mai.n ne na pa.Dhe
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
ai mire dasht-mizaajo ye mirii aa.nkhe.n hai.n
in se ruumaal bhii chhuu jaa.e to baadal ho jaa.e


