SEARCH RESULTS
Showing search results for "rye"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rye"
PAGE MATCHES FOR "rye"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "rye"
Ghazal
mire baare me.n ko.ii raa.e to hogii us kii
us ne mujh ko bhii kabhii to.D ke dekhaa hogaa
Nida Fazli
Ghazal
mirii daastaan-e-hasrat vo sunaa sunaa ke ro.e
mire aazmaane vaale mujhe aazmaa ke ro.e
Saifuddin Saif
Ghazal
bar-ruu-e-shash-jahat dar-e-aa.iina baaz hai
yaa.n imtiyaaz-e-naaqis-o-kaamil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
laa.e ba-ruu-e-kaar na husn o jamaal ko
mauqa.a thaa phir bhii raat na ra.ngiin ham ne kii
Iqbal Sajid
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
allaah-re chashm-e-yaar kii mojiz-bayaaniyaa.n
har ik ko hai gumaa.n ki muKHaatib hamii.n rahe
Jigar Moradabadi
Marsiya
allaah-re husn tabqa-e-ambar-sarisht kaa
maidaan-e-karbalaa hai namuuna bahisht kaa
Meer Anees
Sher
aur is se pahle ki saabit ho jurm-e-KHaamoshii
ham apnii raa.e kaa iz.haar karnaa chaahte hai.n






